12000+ Urdu shayari largest collection Ghazals Shers Nazms

Wednesday, 15 February 2012

Ik arzoo hai puri parwrdgar kare,

Ik arzoo hai puri parwrdgar kare,

Mein dair say jaon wo mere intzar kare,

Apne hathon say sanwarun zlfein uski,

Wo sharma ker Mohabbat ka iqrar kare,

Lipat jaye Mujhse aalm e madhoshi mein,

Or josh e janun mein Mohabaat ka izhar kare,

Qasam khada ki main kisi or ki ho nahi sakti.

Ye wada e wafa wo bar bar kare…

No comments:

Post a Comment